Khudgarz
Khudgarz hai yeh duniya
Khudgarz hai inka pyaar
Na hai koi yaar
Na salahkaar
Matlab ke hain log
Matlabi inke rishte
Kehte hain khudko farishte
Paise ke jhoothe hain
Yeh har pal ghiste.
Khudgarz hai yeh duniya
Khudgarz hain iske rishte
Kehte toh hain paas hain hum
Par paas koi dikha nahi
Kehte toh hain jazbaat hain
Par nishaan kahin dikhta nahi
Saboot mangte hain
Tumhari wafa ka yeh.
Kanoon ko jaise yeh hain
Samajhte
Jhoot ki samvyadhaan hai inki
Najayaz sabhi waade
Wafa maangne waale yeh
Waafadaar nahi.
Comments
Post a Comment